Bewafai ka dard
kitni ajeeb baat hai na... jab tu mere pas thi... to har pal Yeh Sochta tha... ki kya mein Teri kadar nhi karta... aur aaj jab twu mere pas nhi to Yeh ehsas hota hai ki kadar to hamesha sahi thi... par tujhe na khone ke yakeen ne andha kar diya tha... bhala kya pta tha... aisa bhi kuch Ho sakta hai... mera tujhse alag hona utna hie namumkin tha... jitna tera mujhse nafrat karna......
टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें