Bewafai ka dard
kitni ajeeb baat hai na. .. jab tu mere pas thi.. . to har pal Yeh Sochta tha.. . ki kya mein Teri kadar nhi karta.. . aur aaj jab twu mere pas nhi to Yeh ehsas hota hai ki kadar to hamesha sahi thi.. . par tujhe na khone ke yakeen ne andha kar diya tha.. . bhala kya pta tha.. . aisa bhi kuch Ho sakta hai... mera tujhse alag hona utna hie namumkin tha.. . jitna tera mujhse nafrat karna ......